Kya Karoon Song Lyrics: The song is sung by Zaeden, and has music by polar Beats while Zaeden has written the Kya Karoon Lyrics.

Kya Karoon Song Lyrics in English

Sochta hoon main har ek din yeh
Kya baatein karoon
Kya jaanu main tujh se
Kehta hoon main har din khud se
Sapna hai tu paun tujhe kaise

Roj yoon kho raha hu
Bevajah gaa raha hu
Raat din tera naam lu

Kabhi kabhi lagta hein
Ki tu ikk apna hein
Tere bin ab main kya karoon
Kya karoon main?

Meri iss haalat pe
Mujhe yahi lagta hai
Tere bin ab main kya karoon
Kya karoon main?

Darta tha main par ab kab se
Hansta hi hu jaana tujhe jab se
Rehta hi hu khoya khoya sab se
Tu jo hai mila main mila hu khud se

Roj yoon kho raha hu
Bevajah gaa raha hu
Raat din tera naam lu
Tera hi naam lu main

Kabhi kabhi lagta hai
Ki tu ik apna hein
Tere bin ab main kya karoon
Kya karoon main?

Meri iss haalat pe
Mujhe yahin lagta hai
Tere bin ab main kya karoon
Kya karoon main?

Chaaro taraf tu hi dikhe
Kya karoon main tu bata
Kho hi gaya tujh mein main
Main kya karoon?

Kabhi kabhi lagta hai
Ki tu ik apna hai
Tere bin ab main kya karoon
Kya karoon main

Meri iss haalat pe
Mujhe yahin lagta hai
Tere bin ab main kya karoon
Kya karoon main

Kya karoon?
Kya karoon?
Kya karoon?
Kya karoon main?

Kya Karoon Song Lyrics: The song is sung by Zaeden, and has music by polar Beats while Zaeden has written the Kya Karoon Lyrics. Kya Karoon Song Lyrics in English Sochta hoon main har ek din yeh Kya baatein karoon Kya jaanu main tujh se Kehta hoon main har din khud se Sapna hai tu… Read More

Leave a Reply

DMCA.com Protection Status