X

Tere Liye – Namaste England

Tere Liye Song Lyrics from “Namaste England“.Tere Liye is sung by Atif Aslam and Akanksha Bhandari.Tere Liye song tuned by Mannan Shaah .Tere Liye song lyrics were penned by Javed Akhtar. Namaste England is an Indian Hindi language film is directed by Vipul Amrutlal Shah.Namaste England star cast Arjun Kapoor, Parineeti Chopra in the lead actors, and others are playing supporting characters. Namaste England Film is produced by Vipul Amrutlal Shah, Dhaval Jayantilal Gada, Akkshay Jayantilal Gada, Reliance Entertainment, Aashin A. Shah, Reshma Kadakia, Kushal Kantilal Gada, Firuzi Khan, Sameer Chopra. This feature film “Namaste England ” has expected to release this year.Tere Liye Song is released in “ Sony Music India” Youtube channel.Tere Liye Song lyrics are given below. For info : wiki 

Tere Liye Song Lyrics in English

Tu Hi Bata Kaun Tu Hai Mera
Kab Se Tu Dil Mein Rehta Hai Kya Pata

Kyun Laage Mujhe Tere Bin Zindagi
Ek Pal Bhi Kabhi Payegi Na Khushi

Tujhko Pehchaana
Maine Tab Jaana
Ki Zinda Hoon Main…
Tere Liye… Sirf Tere Liye
Har Pal Rahoon Main Sirf Tere Liye
Tere Liye… Sirf Tere Liye
Har Pal Rahoon Main Sirf Tere Liye
Wo… O…

Chaayi Si Hai Jo Aarzoo Dil Pe Mere
Kya Wahi Aarzoo Hai Tujhko Bhi Ghere
Pal Jo Sang Beete Unki Tasveerein
Rakh Le Aankhon Mein Yun Hum Dono
Phir Tu Kahin Bhi Ho
Lage Paas Hi Mujhko

Ki Zinda Hoon Main…
Tere Liye.. Sirf Tere Liye
Har Pal Rahoon Main Sirf Tere Liye
Tere Liye.. Sirf Tere Liye
Har Pal Rahoon Main Sirf Tere Liye
Wo.. O…

Ki Kaha Jehdi Mann Di Ae Gal
Tu Te Ho Sakda Ae Paagal
Baat Meri Rahi Ankahi Ansuni
Tu Samajh Le Sanam
Chaahe Main Kahoon Ya Na Kahoon, Haaye..
Main Te Jaana Dil Se Teri Hoon

Kal Tak Hum Dono Ajnabi Se Thhe Raahon Mein
Aaj Hai Tu Hi Meri Saanson Mein Aahon Mein
Koi Batlaaye Sapne Kab Chaaye
Paas Kab Aaye Yun Hum Dono
Jaaga Hai Kya Jaadu
Bas Main Hoon Aur Bas Tu

Ki Zinda Hoon Main…
Tere Liye, Sirf Tere Liye
Har Pal Rahoon Main Sirf Tere Liye
Tere Liye, Sirf Tere Liye
Har Pal Rahoon Main Sirf Tere Liye
Wo.. O…

Hmmm… Hmm… Hmm..
Tere Liye… Tere Liye…
Har Pal Rahoon.. Tere Liye..

 

Naresh S: