Tera Yaar Hoon Main Lyrics | Arijit Singh in HINDI from the movie/album Sonu Ke Titu Ki Sweety. This song is sung by Arijit Singh, Rochak Kohli and composed by Rochak Kohli . These lyrics are penned by Kumaar. Discover more Love song lyrics… For more info: wiki

Tera Yaar Hoon Main Song Lyrics in English

Tu jo rootha toh kaun hansega
Tu jo chhoota toh kaun rahega
Tu chup hai toh yeh darr lagta hai
Apna mujhko ko ab kaun kahegaTu hi wajah…
Tere bina bewajah bekar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon mainAaja ladein phir khilono ke liye
Tu jeete main haar jaaun
Aaja karein phir wohi shararatein
Tu bhaage main maar khaaunMeethi si woh gaali teri
Sun’ne ko taiyaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon…Sajna de rang rangaaiyan ve
Sagna diyan sehnaiyan ve
Dhol wajange yaar nachange
Lakh lakh deo badhaiyan veKhusiyan ‘ch nachda main phiraan
Hanjuan ton bachda main phiraan…O jaate nahi kahin rishte puraane
Kisi naye ke aa jaane se
Jaata hoon main toh mujhe tu jaane de
Kyun pareshan hai mere jaane se…

Toota hai toh juda hai kyun
Meri taraf tu muda hai kyun
Haq nahi tu yeh kahe ki yaar ab hum na rahe

Ek teri yaari ka hi
Saaton janam haqdaar hoon main
Tera yaar hoon main…

Tera yaar hoon main…
Tera yaar hoon main…

Tera yaar hoon main…

Tera Yaar Hoon Main Lyrics | Arijit Singh in HINDI from the movie/album Sonu Ke Titu Ki Sweety. This song is sung by Arijit Singh, Rochak Kohli and composed by Rochak Kohli . These lyrics are penned by Kumaar. Discover more Love song lyrics… For more info: wiki Tera Yaar Hoon Main Song Lyrics in… Read More

One comment on “Tera Yaar Hoon Main – Sonu Ke Titu Ki Sweety

Leave a Reply

DMCA.com Protection Status