Proud Song Lyrics the song is sung, composed and written by Raftaar. The rap song is from his album Mr Nair.
Proud Song Lyrics in English
Yeah Mr. Nair, #Raa
1988 se bonfire
Go!
Sab bole mujhe that I’m proud of you
Rab bole mujhe that I’m proud of you
Mera dil bole mujhe that I’m proud of you
Ghar wale bole we never doubt at you
Sab bole mujhe that I’m proud of you
Rab bole mujhe that I’m proud of you
Mera dil bole mujhe that I’m proud of you
Ghar wale bole we never doubt at you
Jo tera dil bole wo bann
Aage leke jayegi ye teri lagan
Tere sapno ke liye abhi paise nahin
Aur maang ke laye hum waise nahin
Tu karle jo karna hai karke jatan
Aaj ghutan seh le tod badan
Jod rakam jod le dhan sona chod de
Haath na failana jeena chaud se son
Ye Nair’o ki shaan ke khilaaf
Murkho se ladna ye gyaan ke khilaaf
Samjhenge nahin ye dil tera saaf
Insaan ke nahin tu apmaan ke khilaaf.. Aye!
Haq ki ladayi hai to ladd
Haq ki kamayi hai to
Kabhi chhodiyo na ek paisa
Tune abhi dekhi kam duniya
Tu jaana nahin har koi hota nahi ek jaisa
Tu kabil hai to mauke milenge
Par mauke dene walon se bhi dhokhe milenge
Beta ruk ke kariyo na naam badnaam mera
Keh diyo ab seedha show pe milenge
To yeh locker wali baat dafan par
Par ghar se nikla sar baandh kafan
Jaise marke nikla phir aag se banke
Woh baaz jo karta na haar pasand
Sab bole mujhe that I’m proud of you
Rab bole mujhe that I’m proud of you
Mera dil bole mujhe that I’m proud of you
Ghar wale bole we never doubt at you
Sab bole mujhe that I’m proud of you
Rab bole mujhe that I’m proud of you
Mera dil bole mujhe that I’m proud of you
Ghar wale bole we never doubt at you..
Naa
Kar kabhi bhi mujhpe shaq na
Maa ne bola meri izzat tu rakhna
Papa bole sahi raah pe chalna
Chhote mein bade mein kabhi karna farak na
Jag raha tha ki kaali raat saath chhode
Meri * ke bhai mere saath daude
Kare bhool beta kisi pe bhi hath chhode
Dil roya jab maa ne school aake hath jode
Par maa ko bhi tha yeh pata
Ki kapdon pe haste bada the raheesjade
Papa dekhe ghar kare maa ka kaam
Maa bani papa poori tankhwah se meri fees daale
Beta ab gaadi mein na keys daale
Sadkon pe cruise highway pe kheech daale
Sabke ghar walon se meri yeh ghuzarish
Inhe sapne jeene do inke gale mein na lease daale
DILIN bana MAX phir bana RAFTAAR
Sabar maare meri bhookh jaise Iftaar
Kalamkaar pariwaar naya sapna
Kalakaar se bhi zyada har koi apna
Kabhi ab feeling loon
Seedha 20 foot uchi ceiling loon
Khanna bhai kar lena dealing tu
Tum saath ho to baant lo ye bill in two
Daawat hai, dawat hai
Aaj mere apno ki dawat hai dawat hai
Yeh meri chaahat hai
Sabko khilane ki chhoti si chahat hai
Aadat hai, aadat hai
Lad bhid ke chalne ki bachpan se aadat hai
Raahat hai, raahat hai
Mere apno ki khushi mein bohat zyada taakat hai
Sab bole mujhe that I’m proud of you
Rab bole mujhe that I’m proud of you
Mera dil bole mujhe that I’m proud of you
Ghar wale bole we never doubt at you.. (x4)
Iss safar mein jisne bhi saath diya hai
Sabka shukriya!
Ab kahaani aage leke jayegi kalamkaar pariwar
Aur its your boy raftaar nahin
Aur its your bhai raftaar